Bakra Eid puri duniya ke musalman logo ka ek vishesh tyohar hai..
Bakri-Eid Ko EID-AL-ADHA bhi kaha jata hai..
๐Join our whatsapp group
Bakri-Eid Kyu manayi jaati hai?--
QUR'AN ke mutabik Ibrahim alay salaam ke sapne me Allah ne apne pyare bete ki kurbaani karne ka farman diya, is vajah se Ibrahim alay salaam Sankat me aa gaye ki bete ki jindagi bachaau ya Allah ke farman ka palan karu..
Bahut sochne ke baad Ibrahim alay salaam ne Tay Kiya ki Allah ke farman pe apne bete ko kurban karenge.
Jab Ibrahim alay salaam ne apne bete ki gardan pe tez chaaku rakhkha tab Allah ne ek Bakri ke bachche Ko Ibrahim alay salaam ke bete ki jagah rakhkha..
No comments:
Post a Comment