Pages

Search This Website

Monday, 12 February 2018

KISS DAY:- Apne mahboob se pyar ke izhaar ka tarika...

👉Join our whatsapp group



Vaise to February ko "The month of love" kaha jaata hai, Aane vaali 14 February ko Valentine day hai..

7 February se Rose day , Choclate day, Promise day jaise kayi dino ki surooaat ho jaati hai.

Kal yaani 13 February ko kiss day manayaa jaata hai, to aao jante hai is din ki kuch khaas baatei..


13 February (Kiss day) :-

Yah din puri dunya mai alag alag tarike se manaaya jaata hai, mahboob ka pyaar se haath mai haath pakadna ho Ya kandhe par sir rakhna ho ye sabhi pyaar ka izhaar karne ke andaaj  hai...

Pyaar ka izhaar karne ka ek khaas andaaj hai, Kiss Ek dusre ke prati pyaar aur samman ka pratik hai , "kaha jaata hai ki kisiko apna pahla kiss jindagi bhar yaad rahta hai", Yah itna khaas ahsaas hota hai.. 

Kiss romance ka hissa hone ke saath saath iske health benefits bhi hai ,
Doctors ke mutaabik ek romantic kiss Tanaav ghataane ke saath saath baid colestroll bhi ghataata hai..


Kaha jaata hai ki kiss karne ka har andaaj apne mahboob ke fillings ke baare mai bahut kuch kahta hai..


Forhead kiss,  French kiss, single leap kiss,  hand kiss, cheak kiss,  ear kiss jaose kiss karne ke style bhale hi alag alag ho lekin iska ahsaas aur matlab sirf or sirf pyaar hi hai... 

No comments: